दुनिया हर पत्थर के जज़्बात नहीं समझती,
दिल में जो छुपी है वो बात नहीं समझती ,
चाँद तनहा है तारों की बारात में ,
मगर दर्द ये चाँद का ज़ालिम रात नहीं समझती ||
चेहरे की हँसी से हर ग़म छुपाओ ,
बहुत कुछ बोलो पर कुछ न बताओ ,
खुद न रूठो कभी पर सबको मनाओ ,
ये राज है जिंदगी का कि बस जीते जाओ ||
उनकी चाहत से इकरार न करते ,
उनकी कस्मों का ऐतबार न करते ,
अगर पता होता हम सिर्फ मज़ाक हैं उनके लिए ,
कसम से जान दे देते पर प्यार न करते ||
मोहोब्बत करो तो धोखा न देना ,
प्यार को आँसुंओं का तोहफा न देना ,
दिल से रोये कोई आपकी याद में ,
ऐसा कभी किसी को मौका न देना ||
प्यार में किसी को खोना भी जिंदगी है ,
ज़िन्दगी में ग़मों का होना भी ज़रूरी है ,
यूँ तो रहती है हमारे होंठों पर मुस्कराहट ,
पर छुप कर किसी के लिए रोना भी जिंदगी है ||
सजा ये हमें कैसी मिली दिल लगाने की ,
रो रहे हैं मगर तमन्ना है मुस्कुराने की ,
अपना दर्द किसे दिखाऊँ ए दोस्त ,
दर्द भी उसने दिया जो वजह थी मुस्कुराने की ||
ज़रा सी जिंदगी है अरमान बहुत हैं ,
हमदर्द नहीं कोई इंसान बहुत हैं ,
दिल का दर्द सुनाएं तो सुनाएं किसको ,
जो दिल के करीब हैं वो अनजान बहुत हैं ||
न साथ है किसी का न सहारा है कोई
न हम हैं किसी के न हमारा है कोई ||
निकलता चाँद सबको पसंद आता है ,
डूबता सूरज कौन देखना चाहता है ,
टूटता तारा सबकी दुआ पूरी करता है ,
क्योंकि उसे टूटने का दर्द मालूम होता है ||
फिर से तेरी महफ़िल में चला आया हूँ ,
अंदाज वही है बस अलफ़ाज़ नए लाया हूँ ||
बहुत दूर मगर फिर भी पास रहते हो ,
आंखों से दूर मगर दिल के पास रहते हो,
मुझे बस इतना बता दो ए सनम ,
क्या तुम भी मेरे बिन उदास रहते हो ||
वो हमसे अपनी मर्जी से बात करते हैं ,
और हम पागल उनकी मर्जी का इंतज़ार करते हैं ||
गिरते रहे हम सजदों में हसरत ए इश्क़ की खातिर ,
अगर इबादत ए खुदा में गिरे होते तो जिंदगी जन्नत होती ||
याद करते हैं तुम्हे तन्हाई में,
दिल डूबा है ग़मों की गहराई में ,
हमें मत ढूंढ़ना दुनिया की महफ़िल में ,
हम मिलेंगे तुम्हे तुम्हारी ही परछाई में ||
धोखा फरेब सब जमींन में रह गए ,
हम प्यार का हक़ अदा करने में रह गए ,
जो साथ चले थे वो आगे निकल गए ,
हम रस्ते के पत्थर हटाने में रह गए ||
मेरे दिल का दर्द किसने देखा है ,
मुझे बस खुदा ने तड़पते देखा है ,
हम तो तन्हाई में बैठे रोते हैं ,
लोगों ने हमें महफ़िलों में हॅसते देखा है ||
हमारी दास्तान उसे कहाँ क़ुबूल थी ,
मेरी वफ़ाइयाँ उसके लिए फ़िज़ूल थी ,
कोई आस नहीं लेकिन इतना बता दो ,
मेने चाहा उसे क्या ये मेरी भूल थी ||
दिल की ख्वाइश को नाम क्या दूँ ,
प्यार का उसे पैगाम क्या दूँ ,
इस दिल में दर्द नहीं यादें हैं उसकी ,
अब यादें ही मुझे दर्द दें तो उसे इलज़ाम क्या दूँ ||
सोच रहा हूँ कुछ लिखूं ,
लेकिन क्या पैगाम लिखूं ,
तुझ बिन काटी वो रात लिखूं ,
या साथ गुजारी शाम लिखूं ||
कितने तोहफे देती है ये कम्बख्त मोहोब्बत भी ,
रुसवाई अलग , जुदाई अलग ,तन्हाई अलग ||
तुमसे दूर जाने का इरादा न था ,
सदा साथ रहेंगे ये वादा भी न था ,
तुम याद न करोगे ये जानते थे हम ,
पर इतनी जल्दी भूल जाओगे अंदाजा न था ||
सब ने चाहा कि उसे हम न मिलें ,
हम ने चाहा कि उसे गम न मिले ,
अगर ख़ुशी मिलती है उसे हमसे जुदा हो कर ,
तो दुआ है खुदा से कि उसे हम फिर न मिलें ||
मुझ को रुला कर वो भी रोया तो होगा ,
मुँह आंसुओं से उसने भी धोया तो होगा ,
अगर न किया है कुछ हांसिल हमने प्यार में ,
कुछ न कुछ उसने भी खोया तो होगा ||
Duniya Hai Patthar Ki Jazbaat Nahi Samajhti,
Dil Mein Jo Chhupi Hai Who Baat Nahi Samajhti,
Chand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein,
Dard Magar Chand Ke Zalim Raat Nahi Samajhti.
Chehre ki hasi se har gam chupao,
Bahut kuchh bolo par kuchh na batao,
Khud na rutho kabhi par sabko manao,
Ye raz hai zindagi ka, bas jeete jao.
Uski Chahat Se Ikrar Na Karte,
Uski Kasmo Ka Aitbar Na Krte,
Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak H Unke Liye,
Ksam Se Jaan De Dete Par Pyar Na Krte.
Mohabbat Karo To Dhoka Na Dena,
Pyaar Ko Ansuo Ka Tohfa Na Dena,
Dil Se Roye Koi Aapki Yaad Mein,
Aisa Kisi Ko Kabhi Mauka Na Dena.
Pyar mein kisi ko khona bhi zindagi hai,
Zindagi mein ghamo ka hona bhi zindagi hai,
Yuh toh rehte hai hamare hontho par muskurahat,
Par chupke se kisi ke liye rona bhi zindagi hai.
Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki,
Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki,
Apna dard kise dikhau aye dost,
Dard bhi usine diya jo wajah thi muskurane ki.
Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut Hain,
Humdard Nahi Koi, Insan Bahut Hain,
Dil Ka Dard Sunaye To Sunaye Kisko,
Jo Dil Ke Kareeb Hain Wo Anjaan Bahut Hain.
Na Sath Hai Kisi Ka Na Sahara Hai Koi,
Na Ham Hain Kisi Ke Na Hmara Hai Koi.
Nikalta chand sabko pasand aata hai,
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai,
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai,
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai.
Phir se tere mehfil mein chala aya hu,
Andaz wahi h bs alfaz naye laya hu.
Bahut Dur Magar Bahut Paas Rehte Ho,
Aankhon Se Dur Magar Dil Ke Paas Rehte Ho,
Mujhe Bas Itna Bataa Do Ae Dost,
Kya Tum Bhi Mere Bina Udaas Rehte Ho.
Woh humsey apni marzi se baat krtey hai,
aur hum bhi kitney pagal hai ke unki marji ka intezar kartey hai….
Girte rahe hum sajdo me hasrat e ishQ ki khaatir,
agar ibadat e khuda me gire hote to zindgi jannat ban jati.
Yaad karte hai tumhe tanhai me,
Dil duba hai gamo ki gehrai me,
Hume mat dhundna duniya ki bhid me,
Hum milenge tumhe tumhari hi parchai me.
Dhoka Fareb Sab Zamane Mein Reh Gaye,
Ham Pyar Ka Haq Ada Karne Mein Reh Gaye,
Jo Sath Chale The Wo Aage Nikal Gaye,
Hum Raste Ke Patthar Hatane Mein Reh Gaye.
mere dil ka dard kisne dekha hai,
mujhe bas khuda ne tadpte dekha hai,
hum tanhai me bethe rote hai,
logo ne hume mahfilo me haste dekha hai.
Hamari Dastan Use Kaha Kabul Thi,
Meri Wafayen Uske Liye Fizool Thi,
Koi Aas Nahi Lekin Itna Bata Do.
Maine Chaha Use Kya Ye Meri Bhool thi,
Dil ki khwahish ko naam kya dun,
pyar ka use paigam kya dun,
Is dil me dard nahi yaaden hai uski,
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun.
Soch raha hu kuch likhu,
lekin kya paigaam likhu,
Tujh bin kaati raat likhu,
Ya sath guzari shaam likhu.
Kitne Tohfe Deti Hai Ye Mohabbat Bhi,
Ruswai Alag Judai Alag Tanhai Alag.
Hamare dil ka dard kisne dekha hai,
Jisne dekha hai sirf chehra dekha hai,
Dard to tanhaeyo me hota hai,
Aur mehfil me logon ne hume haste dekha hai.
Itihaas gavaah hai jo sachcha hota hai,
vo akela hota hai,
isliye shaayad sachchae ka raasta lamba hota hai.
Jhan mehfil saji ho,
vha mela hota hai,
jiska dil tuta ho,
vo tanha… akela hota hai.
Tumse dur jane ka irada na tha,
sada sath rehne ka bhi vaada na tha,
Tum yaad na kroge ye jante the hum,
Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha..
Sab Ne Chaha k usse Hum Na Mile,
Hum ne Chaha k usse Gum Na Mile,
Agar Khushi Milti Hai Usey Hum Se Juda Ho kar,
To dua hai Khuda se ki Usey Kabhi Hum Na Mile.
Kehnde ne hanjuaan di jubaan ni hundi,
Lafzaan ch Mohobbat byan ni hundi,
Pyar mile tan usdi kadar karo,
Kismat har kise te meherbaan ne hundi.
Mujh Ko Rula Kar Vo Bhi Roya To Hoga,
Muh Aansuo Se Usne Bhi Dhoya To Hoga,
Agar Na Kiya Hai Hasil Kuch Humne Pyar Mein,
Kuch Na Kuch Usne Bhi Khoya To Hoga.
Tanha Rehna To Sikh Liya Humne,
Per Khush Na Kabhi Reh Payenge,
Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil,
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge.
Suna hai aaj kal wo pareshan rehta hai,
Usse kehna be-fikar main bhi nahi hu.!!
Suna hai wo raaton ko jaga karta hai
Usse kehna soti main bhi nahi hu….!!
Suna hai wo chhup chhup ke rota hai
Usse kehna hansti main bhi nahi hoon.!
Suna hai wo mujhe yaad bahut karta hai,
Usse kehna bhooli main bhi nahi hoon.!!
Suna hai usne wafa ka daawa kiya hain,
Usse kehna bewafa main bhi nahi hoon..!
Kismat ki lakeeron par yaqeen karna chorr diya hai Dost,
Jab insaan badal sakta hai to yeh lakeerein Q nahi.
Woh paas hi na aaye toh izhaar kya karte,
khud bane nishana toh shikar kya karte,
marne par bhe khuli rahi hamari Aankhein,
issey zyada kisi ka intezar kya karte.
Dil ke dard ko dil torne wale kya jana,
Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane,
Hoti hai kitni taklif kabar ke niche,
Yeh upar se phool charane wale kya jane,
Dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoon mai,
phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’n mai.
Zindagi hamesha kuchh naya dikhayegi,
Kabhi hasayegi toh kabhi rulayegi,
Is par bharosa mat karna Ye zindagi hai,
na jane kis mod pe akela chhod jayegi.
Yuhi aankhon se ansu bahte nahi,
Kisi aur ko hum apna kahte nahi,
Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein,
Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahi,
Aaj kuchh kami hai tere bagair,
Na rang na roshni hai tere bagair,
Waqt apni raftaar se chal raha hai,
Bas dhadkan meri thami hai tere bagai.
Kaas Yeh Sapna Bhi Pura Ho Jaye,
Hum Bhi Kisike Sapno Me Aa Jaye,
Ho Hamara Bhi Jikra Unke Labo Par,
Hum Bhi Unke Dil Me Bas Jaye.
Ab Uska Jikr Kya Karein Dosto,
Jo Chhod Gaya Humko Majhdar Mein,
Woh Kya Karega Kadar Kisi Ke Pyar Ki,
Jisne Tukde Kiye Dil Ke Pahli Baar Mein.
Dil Se Dil Ki Doorie Nahi Hoti,
Kaash Koi Majburi Nahi Hoti,
Milne Ki Tamanna To Bahot Hai,
Lekin Kehte He Har Tamanna Puri Nahi Hoti.
Dil me tamannaon ko dabana seekh liya,
Gam ko ankhon me chhipana seekh liya,
Mere chahre se kahin koi baat zaahir na ho,
Daba ke hothon ko hamne muskrana seekh liya…
Har shakhs mujhe zindagi Jeene ka tarika batata hai,
Unhe kaise samjhau ki Ek khawab adhura hai mera,
Warna jeena toh Mujhe bhi aata hain…
Hum Agar Aapse Mil Nahi Paate,
Aisa Nahi Hai Ki Aap Hamein Yaad Nahi Aate,
Maana Jahan Ke Sab Rishte Nibhaye Nahi Jaate,
Lekin Jo Dil Me Bas Jaate Hain Unhe Bhulaya Nahi Jaata.
Abhi Bhi Haath Pakad Le Pagli,
Abhi Bhi Tera Ho Sakta Hu,
Warna Bheed Bohat Hai,
Kho Bhi Sakta Hu..
Hasi Hasi Me Kitno Ko Hasa Diya.
Hasi Hasi Me Kitno Ke Gum Bhula Diya.
Koi Is Qadar Has Ke Gaya Hum Par.
Ki Umar Bhar Ke Liye Hasna Bhula Diya.
Rone kee saza na rulaane kee saza hai;
Ye dard mohabbat ko nibhaane kee saza hai;
Hansate hain to aankhon se nikal aate hain aansoo;
Ye us shakhs se dil lagaane kee saza hai.